Islamabad: Wafaqi wazeer e ittelat fawad chaudry ka kehna hai hai Pakistan sikh yatriyon kay liye jald kartar singh border kholday ga, yatri visa kay bagair ghar darwaza darbar sahab kay darshan karskengay, khitay main aman kay liye bharaat say baat cheet kay khuwaishmand hain.
Tafseelat kay mutabiq wazeer e ittelat dawad chaudry nay bartanvi khabar rasan idaray ko interview main tasdiq ki kay Pakistan sikh yatriyon kay liye jald Kirtaar singh Border kholdayga, Jis kay bad yateri weezay kay bagair ghar darwaza darbar shahab kay darshan karskenn gay.
Fawad chaudry ka kehna tah kay aman kay liye Pakistan hukumat Bharat say muzakrat ki khuwaishmand hai, Bhaarti hukumat ki janib say is baray main musbat isharay nahi milay.
Wazeer e ittalat nay kaha kay Moodi nay Pakistan mukhalif intekhabi muhim chalai, BJP Pakistan Pakistan mukhalif intekhabhi muhim main hi phansi hai, Bharat say muzakraat kay liye hukumat ko fauj ki himayat hasil hai, Imran khan, Army chief samjhte hain, Mulk akela tarrqi nahi karskta.
In ka kehna tha kay khittay taraqqi karega, khittay main aman nahi hoga to sab say peechay reh jaingay, Hum idaron kay sath hain aur idaray hamaray sath.
Leave a Comment